Aansoo
Me / Poems (by me) / Urdu

Aansoo

Jo zubaan se na ho sakay bayaan, Dil ki woh veeraniyan, Jab na dost ho, na ho charagar, Tanhayi mai ye saath dain, Ye sun bhi lain, Aur keh bhi dain, Lafzon ki ban kar zuban, Chupke se ye marham banain, Jab beh chalain, Aansoo banain woh daastan, Jo zubaan se ho sakay bayaan … Continue reading